Two Lines Poetry of Ahmad Husain Mail - 2 Lines Poetry - Couplets From Ahmad Husain Mail (page 1)
Poet Name | Ahmad Husain Mail |
---|
Wo Raat Aae Ki Sar Tera Le Ke Bazu Par
Wo Bazm Mein Hain Rote Hain Ushshaq Chau Taraf
Waiz Ka Etiraaz Ye But Hain Khuda Nahin
Wada Kiya Hai Ghair Se Aur Wo Bhi Wasl Ka
Tumko Malum Jawani Ka Maza Hai Ki Nahin
Tum Gale Mil Kar Jo Kahte Ho Ki Ab Had Se Na Badh
Tauba Khadi Hai Dar Pe Jo Fariyaad Ke Liye
Sari Khilqat Rah Mein Hai Aur Ho Manzil Mein Tum
Ramazan Mein Tu Na Ja Ru-ba-ru Un Ke Mail
Pyar Apne Pe Jo Aata Hai To Kya Karte Hain
Nind Se Uth Kar Wo Kahna Yaad Hai
Naz Kar Naz Tere Naz Pe Hai Naz Mujhe
Nai Sada Ho Nae Hont Hon Naya Lahja
Musalman Kafiron Mein Hun Musalmanon Mein Kafir Hun
Mujhse Bigad Gae To Raqibon Ki Ban Gai
Mohabbat Ne Mail Kiya Har Kisi Ko
Miti Kuchh Bani Kuchh Wo Thi Kuchh Hui Kuchh
Mera Salam Ishq Alaihis-salam Ko
Main Hi Momin Main Hi Kafir Main Hi Kaba Main Hi Dair
Kya Aai Thin Huren Tere Ghar Raat Ko Mehman
Kuchh Na Puchho Zahidon Ke Baatin O Zahir Ka Haal
Khol Kar Zulf-e-musalsal Ko Padhi Usne Namaz
Jo Un Ko Lipta Ke Gal Chuma Haya Se Aane Laga Pasina
Jitne Achchhe Hain Main Hun Un Mein Bura
Jalson Mein Khalwaton Mein Khayalon Mein Khwab Mein
Ja Ke Main Ku-e-butan Mein Ye Sada Deta Hun
Hangam-e-qanaat Dil-e-murda Hua Zinda
Hai Hukm-e-am Ishq Alaihis-salam Ka
Ghair Ka Haal To Kahta Hun Nujumi Ban Kar
Gar Bas Chale To Aap Phirun Apne Gard Main