Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9915106554ce6e03b101d958c77b508e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez - Ahmad Faraz Poetry In English - Darsaal

Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez

jaan se ishq aur jahan se gurez

doston ne kiya kahan se gurez

ibtida ki tere qaside se

ab ye mushkil karun kahan se gurez

main wahan hun jahan jahan tum ho

tum karoge kahan kahan se gurez

kar gaya mere tere qisse mein

dastan-go yahan wahan se gurez

jang haari na thi abhi ki 'faraaz'

kar gae dost darmiyan se gurez

(4615) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez In English By Famous Poet Ahmad Faraz. Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez is written by Ahmad Faraz. Read famous Poem Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez for youth and Student by Ahmad Faraz. Free Download Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez in PDF.