Two Lines Poetry of Ahmad Ata - 2 Lines Poetry - Couplets From Ahmad Ata
Poet Name | Ahmad Ata |
---|
Zindagi Khwab Hai Aur Khwab Bhi Aisa Ki Miyan
Ye Tera Hijr Ata Dard Ata Karb Ata
Ye Jo Raaton Ko Mujhe Khwab Nahin Aate Ata
Ye Chadar Ek Alamat Bani Hui Thi Yahan
Waisa Hi Kharab Shakhs Hun Main
Us Ka Badan Hai Rag Sa Rag Bhi Ek Aag Sa
Tabir Batai Ja Chuki Hai
Sadak Pe Baith Gae Dekhte Hue Duniya
Phir Koi Dur Hua Jata Hai
Na-rasai Ne Ajab Taur Sikhae Hain Ata
Main Uski Aaankhon Ke Bare Mein Kuchh Nahin Kahta
Main To Mitti Ho Raha Tha Ishq Mein Lekin Ata
Main Teri Ruh Mein Utra Hua Milunga Tujhe
Log Hanste Hain Hamein Dekh Ke Tanha Tanha
Kya Hue Log Purane Jinhen Dekha Bhi Nahin
Koi Guman Hun Koi Yaqin Hun Ki Main Nahin Hun
Koi Aisa To Tere Baad Nahin Rahna Tha
Kisi Ko Khwab Mein Aksar Pukarte Hain Hum
Kisi Buzurg Ke Bose Ki Ek Nishani Hai
Humne Awwal To Kabhi Usko Pukara Hi Nahin
Hum Bahakte Hue Aate Hain Tere Darwaze
Hum Aastan-e-khuda-e-sukhan Pe Baithe The
Hum Aaj Hanste Hue Kuchh Alag Dikhai Diye
Hanste Hanste Ho Gaya Barbaad Main
Hamari Umr Se Badh Kar Ye Bojh Dala Gaya
Bagh-e-hawas Mein Kuchh Nahin Dil Hai To Khushnuma Hai Dil
Ab Yahan Kaun Nikalega Bhala Dudh Ki Nahr
Aaj Dekha Hai Use Aisi Mohabbat Se Ata