Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e588faf5cc27d8aa4e37da1b26bec75a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dil Tha Ki Gham-e-jaan Tha - Aghaz Barni Poetry In English - Darsaal

Dil Tha Ki Gham-e-jaan Tha

dil tha ki gham-e-jaan tha

main KHud se pasheman tha

main ne use chaha to

wo mujh se gurezan tha

fitrat ke ishaare par

jo naqsh tha raqsan tha

haalat ke hathon mein

kyun mera gareban tha

kal mere tasarruf mein

ek aalam-e-imkan tha

main KHud se chhupa lekin

us shaKHs pe uryan tha

kyun shahr-e-nigaran mein

aaghaz pareshan tha

(767) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dil Tha Ki Gham-e-jaan Tha In English By Famous Poet Aghaz Barni. Dil Tha Ki Gham-e-jaan Tha is written by Aghaz Barni. Read famous Poem Dil Tha Ki Gham-e-jaan Tha for youth and Student by Aghaz Barni. Free Download Dil Tha Ki Gham-e-jaan Tha in PDF.