Two Lines Poetry of Agha Hajju Sharaf - 2 Lines Poetry - Couplets From Agha Hajju Sharaf
Poet Name | Agha Hajju Sharaf |
---|
Tu Nahin Milti To Hum Bhi Tujhko Milne Ke Nahin
Tez Kab Tak Hogi Kab Tak Baadh Rakkhi Jaegi
Shakh-e-gul Jhum Ke Gulzar Mein Sidhi Jo Hui
Qarib-e-marg Hun Lillah Aaina Rakh Do
Nahin Karte Wo Baaten Aalam-e-ruya Mein Bhi Humse
Mujid Jo Nur Ka Hai Wo Mera Charagh Hai
Likkha Hai Jo Taqdir Mein Hoga Wahi Ai Dil
Kya Khuda Hain Jo Bulaen To Wo Aa Hi Na Saken
Kya Bujhaega Mere Dil Ki Lagi Wo Shola-ru
Khalwat-sara-e-yar Mein Pahunchega Kya Koi
Kaha Jo Maine Mere Dil Ki Ek Taswir Khinchwa Do
Kabhi Jo Yar Ko Dekha To Khwab Mein Dekha
Jokham Ai Mardum-e-dida Hai Samajh Ke Rona
Jashn Tha Aish-o-tarab Ki Intiha Thi Main Na Tha
Ishq-bazon Ki Kahin Duniya Mein Shunwai Nahin
Ishq Ho Jaega Meri Dastan-e-ishq Se
Hamesha Shefta Rakhti Hai Apne Husn-e-qudrat Ka
Ghiste Ghiste Panw Mein Zanjir Aadhi Rah Gai
Duniya Jo Na Main Chand Nafas Ke Liye Leta
Dukha Dete Ho Tum Dil Ko To Badh Jata Hai Dil Mera
Do Waqt Nikalne Lagi Laila Ki Sawari
Dil Mein Aamad Aamad Us Parda-nashin Ki Jab Suni
Dekhne Bhi Jo Wo Jate Hain Kisi Ghayal Ko
Be-wafa Tum Ba-wafa Main Dekhiye Hota Hai Kya
Aamad Aamad Hai Tere Shahr Mein Kis Wahshi Ki