Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_db1eea0a367bb3a19601a5c3f78f3459, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat - Aftab Shah Alam Sani Poetry In English - Darsaal

Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat

pata nahin hun aur kisi kaam se lazzat

jo kuchh ki main pata hun tere nam se lazzat

kaifiyaten is dida-e-maigun se jo pain

pai na kabhi baade se aur jam se lazzat

zahir hai teri nargis-e-maKHmur se masti

Tapke hai tere lal-e-mai-asham se lazzat

pata hun maza bekali aur dard ka aisa

pawe hai koi jaise ki aaram se lazzat

rakhta hai hawas bose ki tere shah-e-'alam'

pawega bahut tere is inam se lazzat

(905) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat In English By Famous Poet Aftab Shah Alam Sani. Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat is written by Aftab Shah Alam Sani. Read famous Poem Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat for youth and Student by Aftab Shah Alam Sani. Free Download Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat in PDF.