Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9db39115bdc1d45021dae7dbe724550f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage - Aftab Shah Alam Sani Poetry In English - Darsaal

Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage

mere gale se aan ke pyara jo phir lage

ye abr ye bahaar mujhe KHub-tar lage

bin dekhe us pyare ke aankhon ne apna haal

aisa kiya hai jaise ki baran ka jhaD lage

mat is ada o naz se gulshan mein kar guzar

Darta hun main mabaada kisi ki nazar lage

ho chaar chashm kaun sake aise yar se

aankhon ke dekhte hi piya ki KHatar lage

har lail o har nahaar teri zat-e-pak se

kahta hai 'aftab' dua-e-sahar lage

(1025) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage In English By Famous Poet Aftab Shah Alam Sani. Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage is written by Aftab Shah Alam Sani. Read famous Poem Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage for youth and Student by Aftab Shah Alam Sani. Free Download Mere Gale Se Aan Ke Pyara Jo Phir Lage in PDF.