Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_593df286166caa60b1a8b00e38b94d9c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ghar Ghair Ke Jo Yar Mera Raat Se Gaya - Aftab Shah Alam Sani Poetry In English - Darsaal

Ghar Ghair Ke Jo Yar Mera Raat Se Gaya

ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya

ji sine se nikal gaya dil hat se gaya

main jaan se gaya teri KHatir wa-lek haif

tu mujh se zahiri bhi mudaraat se gaya

ya sal o mah tha tu mere sath ya to ab

barson mein ek din ki mulaqat se gaya

dekha jo baat karte tujhe raat ghair se

dil mera hath seti isi baat se gaya

us rashk-e-mah ki bazm mein jate hi 'aftab'

dil sa rafiq mera mere sat se gaya

(730) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ghar Ghair Ke Jo Yar Mera Raat Se Gaya In English By Famous Poet Aftab Shah Alam Sani. Ghar Ghair Ke Jo Yar Mera Raat Se Gaya is written by Aftab Shah Alam Sani. Read famous Poem Ghar Ghair Ke Jo Yar Mera Raat Se Gaya for youth and Student by Aftab Shah Alam Sani. Free Download Ghar Ghair Ke Jo Yar Mera Raat Se Gaya in PDF.