Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d00402bb1fe26fecb83e0d33548bb4e0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Shabnam Ki Tarah Subh Ki Aankhon Mein PaDa Hai - Afroz Alam Poetry In English - Darsaal

Shabnam Ki Tarah Subh Ki Aankhon Mein PaDa Hai

shabnam ki tarah subh ki aankhon mein paDa hai

haalat ka mara hai panahon mein paDa hai

tha zindagi ke saz pe chheDa hua naghma

be-rabt jo TuTe hue sazon mein paDa hai

suraj ki shuaon se ulajhta hai musalsal

saya hai abhi waqt ki bahon mein paDa hai

tariKH bataegi wo qatra hai ki dariya

aansu hai abhi waqt ke qadmon mein paDa hai

is tarah wo rad karta hai 'alam' ke kahe ko

jaise koi bharpur gunahon mein paDa hai

(1021) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Shabnam Ki Tarah Subh Ki Aankhon Mein PaDa Hai In English By Famous Poet Afroz Alam. Shabnam Ki Tarah Subh Ki Aankhon Mein PaDa Hai is written by Afroz Alam. Read famous Poem Shabnam Ki Tarah Subh Ki Aankhon Mein PaDa Hai for youth and Student by Afroz Alam. Free Download Shabnam Ki Tarah Subh Ki Aankhon Mein PaDa Hai in PDF.