Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cc76c97752f46ec7c2fa836590bd73b9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sae Ki Pisli Se Nikla Hai Jism Tera - Adil Mansuri Poetry In English - Darsaal

Sae Ki Pisli Se Nikla Hai Jism Tera

sae ki pisli se nikla hai jism tera

boson ka gila-pan lafzon ke honTon par

aawazen chalti hain hathon mein hath liye

kanTon ne lamhon ke KHwabon ko noch liya

hathon mein talwaren le kar wo aae the

aae the kaT gae mani ke nak aur kan

TuTa hai KHun kahin Duba hai aks kahin

sahra ki chhati par suraj ka raqs kahin

sae ki pisli se nikla hai jism tera

(742) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Sae Ki Pisli Se Nikla Hai Jism Tera In English By Famous Poet Adil Mansuri. Sae Ki Pisli Se Nikla Hai Jism Tera is written by Adil Mansuri. Read famous Poem Sae Ki Pisli Se Nikla Hai Jism Tera for youth and Student by Adil Mansuri. Free Download Sae Ki Pisli Se Nikla Hai Jism Tera in PDF.