Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9e2dccf7a3a3d6da5261437b09577c83, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Bahr-e-haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote - Adeem Hashmi Poetry In English - Darsaal

Hum Bahr-e-haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote

hum bahar haal dil o jaan se tumhaare hote

tum bhi ik-adh ghaDi kash hamare hote

aks pani mein mohabbat ke utare hote

hum jo baiThe hue dariya ke kinare hote

jo mah o sal guzare hain bichhaD kar hum ne

wo mah o sal agar sath guzare hote

kya abhi bich mein diwar koi baqi hai

kaun sa gham hai bhala tum ko hamare hote

aap to aap hain KHaliq bhi hamara hota

hum zarurat mein kisi ko na pukare hote

sath ahbab ke hasid bhi zaruri hain 'adim'

hum suKHan apna sunate jahan sare hote

(1113) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Bahr-e-haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote In English By Famous Poet Adeem Hashmi. Hum Bahr-e-haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote is written by Adeem Hashmi. Read famous Poem Hum Bahr-e-haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote for youth and Student by Adeem Hashmi. Free Download Hum Bahr-e-haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote in PDF.