Two Lines Poetry of Adeem Hashmi - 2 Lines Poetry - Couplets From Adeem Hashmi
Poet Name | Adeem Hashmi |
---|---|
Birth Date | 1946 |
Death Date | 2001 |
Yaad Kar Ke Aur Bhi Taklif Hoti Thi Adim
Wo Ki Khushbu Ki Tarah Phaila Tha Mere Chaar-su
Wo Jo Tark-e-rabt Ka Ahd Tha Kahin Tutne To Nahin Laga
Shor Sa Ek Har Ek Samt Bapa Lagta Hai
Sadaen Ek Si Yaksaniyat Mein Dub Jati Hain
Parinda Jaanib-e-dana Hamesha Ud Ke Aata Hai
Parinda Jaanib-e-dana Hamesha Ud Ke Aata Hai
Mere Hamrah Garche Dur Tak Logon Ki Raunaq Hai
Main Dariya Hun Magar Bahta Hun Main Kohsar Ki Jaanib
Mah Achchha Hai Bahut Hi Na Ye Sal Achchha Hai
Kyun Parakhte Ho Sawalon Se Jawabon Ko Adim
Kati Hui Hai Zamin Koh Se Samundar Tak
Jo Mah O Sal Guzare Hain Bichhad Kar Humne
Hum Bahar Haal Dil O Jaan Se Tumhaare Hote
Hua Hai Jo Sada Usko Nasibon Ka Likha Samjha
Fasle Aise Bhi Honge Ye Kabhi Socha Na Tha
Ek Khilauna Tut Jaega Naya Mil Jaega
Bikta To Nahin Hun Na Mere Dam Bahut Hain
Bichhad Ke Tujhse Na Dekha Gaya Kisi Ka Milap