Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d747cdfb5b5a66a3c1b1983a553f812c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sarson Laga Ke Panw Talak Dil Hua Hun Main - Abroo Shah Mubarak Poetry In English - Darsaal

Sarson Laga Ke Panw Talak Dil Hua Hun Main

sarson laga ke panw talak dil hua hun main

yan lag hunar mein ishq ke kaamil hua hun main

sekun nigah-e-garm sin KHush-chashm ki mujhe

shamshir us bhuwan ke sin ghayal hua hun main

manind-e-asman hai mushabbak mera jigar

kis ki nigah sin aaj muqabil hua hun main

bhaari hai dekhna mera tujh kan raqib kun

chhati pe us ki aaj bajarsil hua hun main

zulf-e-mutawwal o dahan-e-muKHtasar kun dekh

tere daras ke ilm mein fazil hua hun main

(790) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sarson Laga Ke Panw Talak Dil Hua Hun Main In English By Famous Poet Abroo Shah Mubarak. Sarson Laga Ke Panw Talak Dil Hua Hun Main is written by Abroo Shah Mubarak. Read famous Poem Sarson Laga Ke Panw Talak Dil Hua Hun Main for youth and Student by Abroo Shah Mubarak. Free Download Sarson Laga Ke Panw Talak Dil Hua Hun Main in PDF.