Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cfb68a47d37fffde6b7299ca7ac498e0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan - Abroo Shah Mubarak Poetry In English - Darsaal

Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan

kanhayya ki tarah pyare teri ankhiyan ye sanwariyan

karengi hind mein dawa KHudai ka hum aTkaliyan

hua hai hum kun duniyan mein mayassar sair jannat ka

milin hain zauq sin phirne kun apne yar ki galiyan

miyan kahne sin un kutte raqibon ke tum aashiq par

ite jo gurfi'shi karte ho ye baaten nahin bhaliyan

esi kyun rasmasi marjaan aur kyun lal hain ankhiyan

agar tum nin kari nahin ghair sin mil raat rang-raliyan

(777) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan In English By Famous Poet Abroo Shah Mubarak. Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan is written by Abroo Shah Mubarak. Read famous Poem Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan for youth and Student by Abroo Shah Mubarak. Free Download Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan in PDF.