Two Lines Poetry of Abroo Shah Mubarak - 2 Lines Poetry - Couplets From Abroo Shah Mubarak
Poet Name | Abroo Shah Mubarak |
---|---|
Birth Date | 1685 |
Death Date | 1733 |
Birth Place | Delhi |
Yun Aabru Banawe Dil Mein Hazar Baaten
Yaro Hamara Haal Sajan Sin Bayan Karo
Wasl Ki Arz Ka Jab Waqt Kabhi Pata Hun
Us Waqt Jaan Pyare Hum Pawate Hain Ji Sa
Us Waqt Dil Pe Kyunke Kahun Kya Guzar Gaya
Tumhaari Dekh Kar Ye Khush-khirami Aab-raftari
Tumhaare Log Kahte Hain Kamar Hai
Tumhaare Dil Mein Kya Na-mehrbani Aa Gai Zalim
Tumhaare Dekhne Ke Waste Marte Hain Hum Khal Sin
Tum Yun Siyah-chashm Ai Sajan Mukhde Ke Jhumkon Se Hue
Tum Nazar Kyun Churae Jate Ho
Tujh Husn Ke Bagh Mein Sirijan
Tere Rukhsara-e-simin Pe Mara Zulf Ne Kundal
Tera Qad Sarw Sin Khubi Mein Chadh Hai
Tera Har Uzw Pyare Khush-numa Hai Uzw-e-digar Sin
Tawaf-e-kaba-e-dil Kar Niyaz-o-khaksari Sin
Sher Ko Mazmun Seti Qadr Ho Hai Aabru
Sath Mere Tere Jo Dukh Tha So Pyare Aish Tha
Sar Kun Apne Qadam Bana Kar Ke
Rowne Nin Mujh Diwane Ke Kiya Siyanon Ka Kaam
Qaul Aabru Ka Tha Ki Na Jaunga Us Gali
Qad Sarw Chashm Nargis Rukh Gul Dahan Ghuncha
Phirte The Dasht Dasht Diwane Kidhar Gae
Namkin Goya Kabab Hain Phike Sharab Ke
Muflisi Sin Ab Zamane Ka Raha Kuchh Haal Nain
Mil Gaya Tha Bagh Mein Mashuq Ek Nak-dar Sa
Mil Gain Aapas Mein Do Nazren Ek Aalam Ho Gaya
Mehrab-e-abruwan Kun Wasma Hua Hai Zewar
Malum Ab Hua Hai Aa Hind Bich Hum Kun
Main Nibal Tanha Na Is Duniya Ki Sohbat Sin Hua