Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ad0928ba3c92ba3a5aff0e4d68d6f55e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
KHushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai - Abrar Hamid Poetry In English - Darsaal

KHushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai

KHushi ke waqt bhi tujh ko malal kaisa hai

uruj-e-husn mein naqs-e-kamal kaisa hai

jo ek duje ko chahen to kyun na apna len

ye dil se puchh ke batla KHayal kaisa hai

nahin jo aane ke sab un ki rah takte hain

ye intizar ka shahr-e-wabaal kaisa hai

hai jis ke sath juDe ek hazar ek KHadshe

wo hijr kaisa hai 'hamid' visal kaisa hai

(817) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

KHushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai In English By Famous Poet Abrar Hamid. KHushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai is written by Abrar Hamid. Read famous Poem KHushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai for youth and Student by Abrar Hamid. Free Download KHushi Ke Waqt Bhi Tujhko Malal Kaisa Hai in PDF.