Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0b8fae7cd18e2972d1cd6ea5c88ed5f3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
KHush-baKHt Hain Aazad Hain Jo Apne SuKHan Mein - Abrar Hamid Poetry In English - Darsaal

KHush-baKHt Hain Aazad Hain Jo Apne SuKHan Mein

KHush-baKHt hain aazad hain jo apne suKHan mein

KHush-baKHt hain jo qaid hai neki ke chalan mein

is aankh ne kya hota hua dekh liya hai

bhaunchaal sa barpa hai ajab mere badan mein

jo kaam karo jab bhi karo Dub ke us mein

har ek tahayyur hai junun-zad lagan mein

ghammaz to kuchh hota hai aadat ka chehra

suraj ka tasawwur bhi to hota hai kiran mein

(788) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

KHush-baKHt Hain Aazad Hain Jo Apne SuKHan Mein In English By Famous Poet Abrar Hamid. KHush-baKHt Hain Aazad Hain Jo Apne SuKHan Mein is written by Abrar Hamid. Read famous Poem KHush-baKHt Hain Aazad Hain Jo Apne SuKHan Mein for youth and Student by Abrar Hamid. Free Download KHush-baKHt Hain Aazad Hain Jo Apne SuKHan Mein in PDF.