Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_qc8ov6m78gpi5nlv15mqb2mlq1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ana Rahi Na Meri Mutlaq-ul-inani Ki - Abdullah Kamal Poetry In English - Darsaal

Ana Rahi Na Meri Mutlaq-ul-inani Ki

ana rahi na meri mutlaq-ul-inani ki

mere wajud pe ek dil ne hukmarani ki

karam kiya ki bikharne diya na us ne mujhe

mere junun ki hifazat ki mehrbani ki

pahaD kaTna ek mashghala tha bachpan se

kaDe dinon mein bhi teshe si naujawani ki

badan ki uDne ko par taulta parinda sa

kisi kaman si chaDhti nadi jawani ki

'kamal' main ne to dar se diye uThae nahin

uThai us ne hi diwar bad-gumani ki

(1171) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ana Rahi Na Meri Mutlaq-ul-inani Ki In English By Famous Poet Abdullah Kamal. Ana Rahi Na Meri Mutlaq-ul-inani Ki is written by Abdullah Kamal. Read famous Poem Ana Rahi Na Meri Mutlaq-ul-inani Ki for youth and Student by Abdullah Kamal. Free Download Ana Rahi Na Meri Mutlaq-ul-inani Ki in PDF.