Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fef6fd3589d51816b0a38407295f29db, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mujh Sin Aur Dilruba Sin Hai An-ban - Abdul Wahab Yakro Poetry In English - Darsaal

Mujh Sin Aur Dilruba Sin Hai An-ban

mujh sin aur dilruba sin hai an-ban

kiya karun fan kuchh aawati nahin ban

kuchh nahin aati sarw-qad sin ban

phirta hon gard-baad jiyun ban ban

zulf teri siyah nagan hai

chhin leti hai har kisi ka man

dars sin alam ke hai dil bezar

KHub-ruyan ka KHub hai darshan

mujh kun waiz nako nasihat kar

yar jis sin mile batao fan

yak su 'yakru' ka hath pahunchta nahin

kyunke pakDega yar ka daman

(891) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mujh Sin Aur Dilruba Sin Hai An-ban In English By Famous Poet Abdul Wahab Yakro. Mujh Sin Aur Dilruba Sin Hai An-ban is written by Abdul Wahab Yakro. Read famous Poem Mujh Sin Aur Dilruba Sin Hai An-ban for youth and Student by Abdul Wahab Yakro. Free Download Mujh Sin Aur Dilruba Sin Hai An-ban in PDF.