Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7a4be449c35d38fbd866c9065844aeae, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Log Har-chand Pand Karte Hain - Abdul Wahab Yakro Poetry In English - Darsaal

Log Har-chand Pand Karte Hain

log har-chand pand karte hain

aashiqan kab pasand karte hain

jama-zeban dikha ke qad apna

dil-e-ushshaq band karte hain

nigah-e-garm sin sada aashiq

aatish-e-dil buland karte hain

shoKH-chashman le jaane kun dil ke

KHam-e-abru kamand karte hain

jo ki tujh lal-e-lab ke talib hain

qand kun kab pasand karte hain

gar nahin masKHara raqib us kun

log kawen rish-e-KHand karte hain

jo ki chalte hain ishq ki rah mein

dil kun 'yakru' samand karte hain

(1091) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Log Har-chand Pand Karte Hain In English By Famous Poet Abdul Wahab Yakro. Log Har-chand Pand Karte Hain is written by Abdul Wahab Yakro. Read famous Poem Log Har-chand Pand Karte Hain for youth and Student by Abdul Wahab Yakro. Free Download Log Har-chand Pand Karte Hain in PDF.