Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2125e8550b81dba620458e87ae259879, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere Dil Ke Satane Ka - Abdul Wahab Yakro Poetry In English - Darsaal

Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere Dil Ke Satane Ka

agar nahin qasd ai zalim mere dil ke satane ka

sabab kya hai tujhe mujh se namane se bahane ka

hui muddat nahin taqat mere dil kun judai ki

karam kar aa sajan ya fikr kar mere bulane ka

shah-e-KHuban mere ghar raat ko aaya hai ai mutrib

mera dil shad hai ga rag ai mutrib shahane ka

na howe kyun ke gardun pe sada dil ki buland eti

hamari aah hai Danka damame ke bajaane ka

jabhi ho wasl hansi sin hisar-e-pairahan tab

tera 'yakru' tsunami hai nahin hargiz samane ka

(1169) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere Dil Ke Satane Ka In English By Famous Poet Abdul Wahab Yakro. Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere Dil Ke Satane Ka is written by Abdul Wahab Yakro. Read famous Poem Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere Dil Ke Satane Ka for youth and Student by Abdul Wahab Yakro. Free Download Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere Dil Ke Satane Ka in PDF.