Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_bc61d1e750abf074536b6597c0a69047, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hawa Sanke Khaaron Ki BaDi Taklif Hoti Hai - Abdul Hamid Adam Poetry In English - Darsaal

Hawa Sanke Khaaron Ki BaDi Taklif Hoti Hai

hawa sanke to KHaron ko baDi taklif hoti hai

mere gham ki bahaaron ko baDi taklif hoti hai

na chheD ai ham-nashin ab zist ke mayus naghmon ko

ki ab barbat ke taron ko baDi taklif hoti hai

mujhe ai kasrat-e-alam bas itni shikayat hai

ki mere gham-gusaron ko baDi taklif hoti hai

kaho maujon se lahra kar na yun palTen samundar se

ki ba-ghairat kinaron ko baDi taklif hoti hai

gale milte hain jab aapas mein do bichhDe hue sathi

'adam' hum be-sahaaron ko baDi taklif hoti hai

(3233) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Hawa Sanke Khaaron Ki BaDi Taklif Hoti Hai In English By Famous Poet Abdul Hamid Adam. Hawa Sanke Khaaron Ki BaDi Taklif Hoti Hai is written by Abdul Hamid Adam. Read famous Poem Hawa Sanke Khaaron Ki BaDi Taklif Hoti Hai for youth and Student by Abdul Hamid Adam. Free Download Hawa Sanke Khaaron Ki BaDi Taklif Hoti Hai in PDF.