Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fc96a336edd2fc61da1a4d3c09a16115, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Har Dushman-e-wafa Mujhe Mahbub Ho Gaya - Abdul Hamid Adam Poetry In English - Darsaal

Har Dushman-e-wafa Mujhe Mahbub Ho Gaya

har dushman-e-wafa mujhe mahbub ho gaya

jo moajaza hua wo bahut KHub ho gaya

ishq ek sidhi-sadi si mantiq ki baat hai

raghbat mujhe hui to wo marghub ho gaya

diwangi baghair hayat itni talKH thi

jo shaKHs bhi zahin tha majzub ho gaya

mujrim tha jo wo apni zehanat se bach gaya

jis se KHata na ki thi wo maslub ho gaya

wo KHat jo us ke hath se purze hua 'adam'

duniya ka sab se qimti maktub ho gaya

(1475) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Har Dushman-e-wafa Mujhe Mahbub Ho Gaya In English By Famous Poet Abdul Hamid Adam. Har Dushman-e-wafa Mujhe Mahbub Ho Gaya is written by Abdul Hamid Adam. Read famous Poem Har Dushman-e-wafa Mujhe Mahbub Ho Gaya for youth and Student by Abdul Hamid Adam. Free Download Har Dushman-e-wafa Mujhe Mahbub Ho Gaya in PDF.