Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1fe99f25cf110dd57862a91a3f83a0ea, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi - Abdul Ahad Saaz Poetry In English - Darsaal

Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi

ghul si gai ruh mein udasi

ras aai na hum ko KHud-shanasi

har moD pe be-kashish khaDi hai

ek KHush-badani o kam-libasi

lalach mein paron ke pair chhuTe

ab raKHt-e-safar hai be-asasi

nafs-e-mazmun isi mein hai go

mazmun-e-nafas hai iqtibasi

aai bhi to kya nigar-e-tabir

oDhe hue KHwab ki rida si

jadu sa alam ka kar gai 'saz'

un aankhon ki multafit udasi

(1205) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi In English By Famous Poet Abdul Ahad Saaz. Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi is written by Abdul Ahad Saaz. Read famous Poem Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi for youth and Student by Abdul Ahad Saaz. Free Download Ghul Si Gai Ruh Mein Udasi in PDF.