Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d0ee881f0ca8f1d1a9a781444c30fd96, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hawa-e-mausam-e-gul Se Lahu Lahu Tum The - Abbas Tabish Poetry In English - Darsaal

Hawa-e-mausam-e-gul Se Lahu Lahu Tum The

hawa-e-mausam-e-gul se lahu lahu tum the

khile the phul magar un mein surKH-ru tum the

zara si der ko mausam ka zikr aaya tha

phir us ke baad to mauzu-e-guftugu tum the

aur ab ki jab surat nahin talafi ki

main tum se kaise kahun meri aarzu tum the

kahaniyon mein to ye kaam azhdahe ka tha

meri jab aankh khuli mere chaar-su tum the

(1545) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hawa-e-mausam-e-gul Se Lahu Lahu Tum The In English By Famous Poet Abbas Tabish. Hawa-e-mausam-e-gul Se Lahu Lahu Tum The is written by Abbas Tabish. Read famous Poem Hawa-e-mausam-e-gul Se Lahu Lahu Tum The for youth and Student by Abbas Tabish. Free Download Hawa-e-mausam-e-gul Se Lahu Lahu Tum The in PDF.