Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ac2193d9c3077070af5b7a610883b737, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hansne Nahin Deta Kabhi Rone Nahin Deta - Abbas Tabish Poetry In English - Darsaal

Hansne Nahin Deta Kabhi Rone Nahin Deta

hansne nahin deta kabhi rone nahin deta

ye dil to koi kaam bhi hone nahin deta

tum mang rahe ho mere dil se meri KHwahish

bachcha to kabhi apne khilaune nahin deta

main aap uThata hun shab-o-roz ki zillat

ye bojh kisi aur ko Dhone nahin deta

wo kaun hai us se to main waqif bhi nahin hun

jo mujh ko kisi aur ka hone nahin deta

(2250) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hansne Nahin Deta Kabhi Rone Nahin Deta In English By Famous Poet Abbas Tabish. Hansne Nahin Deta Kabhi Rone Nahin Deta is written by Abbas Tabish. Read famous Poem Hansne Nahin Deta Kabhi Rone Nahin Deta for youth and Student by Abbas Tabish. Free Download Hansne Nahin Deta Kabhi Rone Nahin Deta in PDF.