Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ded11cdca0400dcdbe015652704c16fb, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Lala-o-gul Pe KHizan Aaj Bhi Jab Chhai Hai - Aasi Ramnagri Poetry In English - Darsaal

Lala-o-gul Pe KHizan Aaj Bhi Jab Chhai Hai

lala-o-gul pe KHizan aaj bhi jab chhai hai

kaun kahta hai gulistan mein bahaar aai hai

su-e-mai-KHana chalen rind na kyun jam-ba-dast

sar-e-mai-KHana jo ghanghor ghaTa chhai hai

phul masrur chaman mein hain anadil shadan

kis ke aane ki KHabar baad-e-saba lai hai

raat ne gesuon se un ke siyahi li hai

un ke ruKHsar se suraj ne ziya pai hai

(1437) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Lala-o-gul Pe KHizan Aaj Bhi Jab Chhai Hai In English By Famous Poet Aasi Ramnagri. Lala-o-gul Pe KHizan Aaj Bhi Jab Chhai Hai is written by Aasi Ramnagri. Read famous Poem Lala-o-gul Pe KHizan Aaj Bhi Jab Chhai Hai for youth and Student by Aasi Ramnagri. Free Download Lala-o-gul Pe KHizan Aaj Bhi Jab Chhai Hai in PDF.