Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b1081d5f0664db1cd59df3381113b838, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The - Aal-e-Ahmad Suroor Poetry In English - Darsaal

Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The

hum na is Toli mein the yaro na us Toli mein the

ne kisi ki jeb mein the na kisi jholi mein the

banda-parwar sirf nazzare pe qadghan kis liye

phul phal jo bagh ke the aap ki jholi mein the

aap ke naron mein lalkaron mein kaise aaenge

zamzame jo an-kahi ek pyar ki boli mein the

phir kisi kufe mein tanha hai koi ibn-e-aqil

us ke sathi sab ke sab sarkar ki Toli mein the

ab dhanak ke rang bhi un ko bhale lagte nahin

mast sare shahr wale KHun ki holi mein the

(1766) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The In English By Famous Poet Aal-e-Ahmad Suroor. Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The is written by Aal-e-Ahmad Suroor. Read famous Poem Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The for youth and Student by Aal-e-Ahmad Suroor. Free Download Hum Na Is Toli Mein The Yaro Na Us Toli Mein The in PDF.